Sunday 10 February 2013

in thuki thuki si ankhoun mai a k dkh zara

in thuki thuki si ankhoun mai a k dkh zara
in main maujood hain saray khwab teray
khwab kea hain azab hain yeh
ansoun sy likhi dukhoun ki kitab hain yeh..
Kisi k ratjagoun ka hisab hain yeh
kisi ki ankhoun ka sarab hain yeh
kisi kay laut any ki aas hain yeh
kisi ki yadoun ka sath hain yeh
khwab kea hain  azab hain yeh
ansoun sy likhi dukhoun ki kitab hain yeh..
writn by sahill bloch

No comments:

Post a Comment