Sunday, 10 February 2013

Ghamoun ki aag mein sulagty rehy rat din

Ghamoun ki aag mein sulagty rehy rat din
tumhain khabr hi na hoi hum bikrty rhy rat din
aik jhanam mein katani peray gi umer yeh sari
izn e yar hy to aisy hi hum merty rahin gy rat din
jis nay bhula diya hum ko aik khwab e aziyat samjh ker
usi ki yad mein tarapty rehy hum rat din 
jin ko samjha tha messiah e gham o huzan 

woh hi humary zekhmoun ko berhaty gay rat din
shayd naseeb mein likha tha sada bhataky rehna
so hum bhi khud ko rusva kertay rahy rat din
do kadum ka sath bhi na dy paya woh humain
jiss ki yad mein guzraty hain hum rat din
janty hain k  phir ub kabhi nhi lotna us ny
woh jis ki talash mein hum phrty hain rat din
majno to na thy hum per ishk mein najany kub bun gay
dewano ki tarhan tum ko bulaty phrty rahy rat din
is jahan mein bhala   kissi ko kia fark peray ga
bhuly hi takraty rahin tofan sahill sy rat din
written by sahill baloch

No comments:

Post a Comment