Pages
- Home
- Best Ashaar by Ubbaid Ullah Aleem (my choice)
- abbas tabish
- aatish haider ali
- abid ali abid
- ada jafri
- adeem hashmi
- ahmad kamal
- Ahmed nadeem Qasmi
- Allama Iqbal
- Altaf Hussain Hali
- Amjad Islam Amjad
- Akhtar raza saleemi
- anwar maqsood
- Aqa hashir
- Bashir Badar
- Bahadur Shah Zafar
- indian movies
- Bismill Allahbadi
- Daagh Dehlvi
Monday, 30 January 2012
tum aysee mohabbat mat karna
tum aysee mohabbat mat karna
mere khaboon mein chehra daikhoo
aur mere qayal hoo jaoo
tum aysee mohabat mat karna
mere lafzoon mein woh baat sunoo
jo baat lahoo ki chahat hoo
phir uss chahat mein khoo jaoo
tum aysee mohabbat mat karna
yeah lafaz mere yeah kahawb mere
har chand yeh jisam o jaan thehray
par aysay jisam o jaan tu nahieen
jo aur kissi kay pass na hoon
phir yeah bhi tu mumkin hai, socho
yeah lafaz mere yeah khawab mere
sab jhootay hoon
tum aysee mohabbat mat karna
gar karoo mohabbat tu aysee
jis tarhaan koi sachayee ki rad har jhoot ko sach kar jaati
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
No comments:
Post a Comment