ye fakhar to hasil hy k bury hain k bhaly hain
do char qadam ham bhi tere sath chaly hain
jalna to chiraghoon ka muqad'dar hy azal sey
ye dill k kanwal hain k bujhy hain na jaly hain
they kitny sitary k sar e shaam hi dobey
hangam e seher kitny hikhurdheed dhaly hain
jo jheyl gay hans k kari dhoop k tewar
taroon ki khunk chaaon main wo log jaly hain
aik shama bujhai to kai or jala liin
ham gardidsh e doran sey bari chaal chalay hain

No comments:
Post a Comment