apne hootho par sajana chata hoo
apne hootho par sajana chata hoo
aa tujhe me gungunana chahata hoo
Koi aansoo tere daman par gira kar
boond ko moti bana chata hoo
thak gaya me karte karte yaad tujhko
ab tujhe me yaad ana chata hoo
aakhri hichki tere jano pe aaye
maut bhi me shayarana chahata hoo
No comments:
Post a Comment